Best Insult Shayari in Hindi
नाम बड़ा और दर्शन छोटे,
तेरे जैसे तो मिलते हैं हर मोड़ पे।
जब तू होती थी मेरी जिन्दगी में, तो तेरे मेरे इश्क के चर्चे बहुत थे,
अच्छा ही हुआ जिन्दगी से चली गयी तू, क्योकि तेरे खर्चे ही बहुत थे।
यहाँ हर कोई ख़बर रखता है,
ग़ैरों के गुनाहों की,
अजीब फितरत हैं,
यहाँ कोई आइना नहीं रखता
भोकना और चिल्लाना कुत्तों का काम है,
हम तो बेज्जती भी इज्ज़त से करते है
Bezzati wali shayari for girl
Dil Ki Tamanna Hai Ke Main Bhi,
Apni Palko Pe Bithhaun Tujhko,
Bas Tu Apna Wajan Kam Kar Le,
Toh Palkon Par Bithh Lun Tujhko
Tu Kahe Toh Chaand Taare Tod Du,
Tu Kahe Toh Yeh Duniya Chhod Du,
Tu Ek Baar Haske Toh Dekh Mere Dost,
Tere Saare Gande Daant Tod Du.
Itna Khubsurat Kaise Muskura Lete Ho,
Itna Qatil Kaise Sharma Lete Ho,
Kitni Aasani Se Jaan Le Lete Ho,
Kisi Ne Sikhaya Hai…
Ya Bachpan Se Hi Kamine Ho
Dua karte hai hum khuda se, ke wo aap jaisa dost aur na banaye,
ek cartoon jaisi chiz hai hamaren pass, kahi wo bhi commom na ho jaye
Boys insult shayari in hindi
Attitude fake aur baatein bekaar,
Tu toh bas drama ka hai superstar
Beizzat ko lekar chalta hoon, main akele is sadak par,
aur humesha waqt kahta aaye raha hai kisi ke liye bhi achha mat karo
Dil Ki Tamanna Hai Ke Main Bhi,
Apni Palko Pe Bithhaun Tujhko,
Bas Tu Apna Wajan Kam Kar Le,
Toh Palkon Par Bithh Lun Tujhko.
Aasman jitna nila hai, surajmukhi jitna pila hai,
Pani jitna gila hail aapka scrow utna hi dhila hai
Mat soch tu jeet gaya meri chup dekhkar,
Waqt aane pe tu royega mujhse takkar leke
Bina aukaat ke attitude leke chalta hai,
Shakal dekh ke to shishe bhi palat jata hai
Iss Dil Ko Toh Ek Baar Ko,
Bahla Kar Chup Kara Lunga,
Par Iss Dimaag Ka Kya Karun,
Jiska Tumne Dahi Kar Diya Hai
Shaam Hote Hi Yeh Dil Udaas Hota Hai,
Tute Khwabon Ke Siwa Kuchh Na Paas Hota Hai,
Tumhari Yaad Aise Waqt Bahut Aati Hai,
Jab Koi Bandar Aas-Paas Hota Hai.